Skip to main content

Posts

MERI ZINDAGI...

Tujhe yaad karke.... Tujhe yaad karke....                        Tujhe baahon mein bharke....                        Tujhe baahon mein bharke.... Teri har adaa mein.... Dunia ki har zubaan mein....                            Sundarta basti hai....                          Sundarta teri hasti hai.....                         Sundarta hasti hai.....          ...

Tum sab kuch mera... mera lamha har tera

Baahon mein tujhe aa le luun.... Tujhe hi bas tujhe zindagi de duun..... Apna har lamha apni har saans mein bana lu teri.... Tujhe khushi dena hi hai bas hasrat meri..... ^_^@®$^_^

APNAPAN HAI TUJHMEIN, BHULU BHI TO KAISE...

TU, tujhse huun mein.... MEIN, tera huun mein.... SAAYA, tere saaye ki chau.... CHAU, isi ki hmesa paau.... DIL, mera hai tera.... SUKOON, tujhse hai mera.... JAAN, hai basti tujhmein.... WAJOOD, tera hai mujhmein.... AA, mujhe apna le zara.... AKELA, tanhaa huun mein khada.... PYAR, mujhe de de thoda.... KHUSHI, mil jaegi mujhe.... APNA, jab tu hoga mera..... ^_^@®$^_^

Manzilo se door.. khada mai majboor

Leja mujhe kahin... basa le apni dunia me wahin.... Nahi aana chahta mein wapis apni dunia me ... mujhe mujh se churale kabhi.... Jo hai takleef mujhe usko smjhke tu, mujhe tu apna kabhi... Jo ho nahi skta hai mujhse,wo tu kar mujhe khushiyaan de jaa kabhi.... Jo bhi hai sbko shikayate mujhse, us sb ko mita kabhi, sab kuch bhul jaa tu bs mujhe apne dil o dimag mein basaa kabhi... tanhaan huun ekdm zindagi ki in raahon mein, Aake mera haath tham le, mujhe tu manzil se mila kabhi.... ^_^@®$^_^

Saath hai mohhobat kehlaati...

Janamo ki saathi, hum dono ka sath hai mohhobat kehlati.. mohhobat naam hai apne saath ka... ek dusre par atoot vishvas ka... Tu le le jb jb apne labon se mera naam, Din bhi lage kaam ka, mera rabb meharbaan sa, Bas de tu apne sath ka anokha tohfa, tere sath ne hi hai mujhe iss dunia mein roka..... ^_^@®$^_^

Doorie ka ek darr

Pyaaar Ki iss raat mein.......... aansuo ki barsaaat mein........ yaad tumhari ab bhi aati hai.......... Bhul jaau tumko mai......... aisa ho nahi sakta......... yaad na aau tumko mai........ asa me keh nahi sakta......... itna bas jaanta hu .......... Tum hi to the mere sabse khas....... tumse hi thi jeene ki aaas....... akela chal bhi lu agr mai ......... par saath tumhara chahta rahunga.......... khuda se mai tumhe hamesha maangta rahunga.......... isse pyaar kahun ..ya apni naadani........... tumhe apna banaane ki ..... is dil ne hai thaaani........ kosis karunga jee lu na bana paaya apnaa to......... nind khul jaane baad toot ta hi hai sapna to........

Tujhe paana tujh mein samaana

Saanse meri ab chadne lagi , jaise jaise nazare tera deedar krne lagi, madhoshi ke daaman mein mujhko ab khona hai.. tere kareeb aake teri god mein sona hai, apne pyar se tu hmesa mujhe smbhal lena, jab kahin bhi pad jau akela, mera haath tham lena, tere saath ke saaye mein jeewan apna tai krna hai, teri aagosh mein aakar hi mujhe ab apni khushi ko haasil krna hai.. .